Thursday 8 August 2013

Chand Raat SMS in Hindi, Chand Raat SMS in Urdu, Chand Raat SMS in English

Chand Raat SMS in Hindi, Chand Raat SMS in Urdu, Chand Raat SMS in English, Chand Raat SMS in Marathi, Chand Raat SMS in Gujarati

Chand Raat SMS in Hindi
Ramadan ka chand daikha,
Rozay ki dua mangi,
Roshan sitara daikha,
Aap ki khairiat ki dua mangi,
May Almight Allah bless you with his
blessing in the holy month of Ramadan
Ameen
 
Chand Raat SMS in Hindi
Woh sehri ki noraneyat,
Woh iftaar ki rounaq,
Woh aasman se rehmat ka barasna,
Woh masjidun ka rooh parwar manzar,
Woh naikiyon ka jazba,
Woh tilawat ki dhoom,
Jee han rehmat wala maghfirat wala
or azab se nijaat wala mahena
"RAMZAN" aaney wala hai,
Duaon main yaad rakhna.
 
Momino!


Chand Raat SMS in Hindi
RAMADAN Qareeb Hai..
Aap Sab Se Request Hai
K Apnain Mobile Me Save
Jokes,
Pics,
Girls No's
Delete Karnai Se Pehle
Mujhey send Karen..
  
Chand Raat SMS in Hindi
Gul Ne Gulshan Se Gul Faam Bheja Hai,
Sitaroon Ne Asmaan Se Salam Bheja Hai,
Mubarak Ho Aapko Ramadan Ka Mahina,
Ye Paigham Hamnain Sirf Apko Bheja Hai¢â‚¬Â¦..
 
Moon sighting SMS 
Raat ko naya chand mubarak,
Chand ko chandni mubarak,
Falak ko sitare mubarak.
Sitaroon ko bulandi mubarak.
Aur aap ko hamari taraf se:-
RAMADAN MUBARAK
 
Chand Raat SMS in Hindi
YA ALLAH
Ramadan Mubarak
Ke Ibtida Hai
Hamay Ziada Se Ziada
Nekian Kamanay
Or buraiyon Se Dur
Hone Ki toufeeq Ata Farma¢â‚¬Â¦.
Ameen
 
Chand Raat SMS in Urdu
Rahoon Ki ye shaam aur yadoon ka ye sama
Apni palkoon mein hargiz sitare na layain gay
Rakhna Sambhal k tum chund khushiyan mere liye
Main laut k aaonga phir EID Manain gay...
 
Chand Raat SMS in Urdu
Suhani dhoop barsat k baad,
Thori si hasi her baat k baad,
Usi tarah ho mubarak aap ko,
Yeh EID Ramadan k baad.
EID Mubarak
 
Chand Raat SMS in Urdu
Rabb kare tu sada hasdi rahe,
koi dukh tere nere vi na aave,
hor ki dua manga rabb to,
tenu sadi vi umar lag jaave!!!
Eid Dian Mubarakan Hoon Tanu
 
Chand Raat SMS in English
Guzre hue wasal ke din raat bhool ja
Milne na deinge ab hamein halaat bhool ja
Mausam badal gaye hain zamana guzar gaya
Ae dost tu bhi eid-e-mulaqaat bhool ja

No comments:

Post a Comment

Note: only a member of this blog may post a comment.